Saturday 28 June 2014

Tu rahegaa na tere zulm rahenge baaki…
Din to aanaa hai kisii roz hisaabon vaalaa…
Subha Qazib Ki hawa Mein Kitna dard tha Munir…
Rail Ki siti Baji tho dil laho se bhar Gaya!!


Wednesday 25 June 2014

Tab hum dono waqt chura ke laate they,

Ab milte hai jab bhi fursat hoti hai
Ek lamhe mai simat aaya hai sadiyon ka safar,
 
Zindgi tez bahut tez chali ho jaise.
Barson baad mile hum unn se dono thay sharminda se,


Dono nay chaha bhi lekin phir aati voh baat kahan
Adab ki baat hai warna Munir socho tu ….
Jo shakhs sun sakta hai,woh Bol bhi tho sakta hai!!
Yeh kayamatein jo guzar gayi


Thi amantein Kayi saal ki!!!!

Monday 23 June 2014

Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi 

Pahuncha,

 Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi 

Pahuncha
Main Mar Jaon Tu Mere Seene Se Dil Nikal Leina DOST 

Kahi Matti Mein Na Mill Jaein Merey Dil Mein Rehne 

Wale

Saturday 21 June 2014

मै अक्सर मिट्टी पे आ कर बैठ जाता हू ।


औकात में रहना अच्छा लगता हैै मुझे |

Thursday 19 June 2014

स्वप्न झरे फूल से, मीत चुभे शूल से

लुट गये सिंगार सभी बाग़ के बबूल से

और हम खड़े-खड़े बहार देखते रहे।

कारवाँ गुज़र गया गुबार देखते रहे।

नींद भी खुली थी कि हाय धूप ढल गई

पाँव जब तलक उठे कि ज़िन्दगी फिसल गई

पात-पात झर गये कि शाख़-शाख़ जल गई

चाह तो निकल सकी पर उमर निकल गई

गीत अश्क बन गए छंद हो दफन गए

साथ के सभी दिऐ धुआँ पहन पहन गये

और हम झुके-झुके मोड़ पर रुके-रुके

उम्र के चढ़ाव का उतार देखते रहे।

कारवाँ गुज़र गया गुबार देखते रहे।

क्या शबाब था कि फूल-फूल प्यार कर उठा

क्या जमाल था कि देख आइना मचल उठा

इस तरफ़ जमीन और आसमाँ उधर उठा

थाम कर जिगर उठा कि जो मिला नज़र उठा

एक दिन मगर यहाँ ऐसी कुछ हवा चली

लुट गयी कली-कली कि घुट गयी गली-गली

और हम लुटे-लुटे वक्त से पिटे-पिटे

साँस की शराब का खुमार देखते रहे।

कारवाँ गुज़र गया गुबार देखते रहे।

हाथ थे मिले कि जुल्फ चाँद की सँवार दूँ

होठ थे खुले कि हर बहार को पुकार दूँ

दर्द था दिया गया कि हर दुखी को प्यार दूँ

और साँस यूँ कि स्वर्ग भूमी पर उतार दूँ

हो सका कुछ मगर शाम बन गई सहर

वह उठी लहर कि ढह गये किले बिखरबिखर

और हम डरे-डरे नीर नयन में भरे

ओढ़कर कफ़न पड़े मज़ार देखते रहे।

कारवाँ गुज़र गया गुबार देखते रहे।

माँग भर चली कि एक जब नई नई किरन

ढोलकें धुमुक उठीं ठुमक उठे चरन-चरन

शोर मच गया कि लो चली दुल्हन चली दुल्हन

गाँव सब उमड़ पड़ा बहक उठे नयन-नयन

पर तभी ज़हर भरी गाज एक वह गिरी

पुँछ गया सिंदूर तार-तार हुई चूनरी

और हम अजान से दूर के मकान से

पालकी लिये हुए कहार देखते रहे।

कारवाँ गुज़र गया गुबार देखते रहे।
Gopaldas ‘Neeraj


Har ek baat peh kehte ho tum ki ” tu kya hai?”…

Tumhi kaho ke yeh andaaz-e-guftugu kya hai…

Na sholey main yeh karishma na barq main yeh ada…

Koi batao ke woh shokh-e-thund o khu kya hai…

Yeh rashk hai ke woh hota hai hum-sukhan tumse…

Warna khauf-e-bad’aamozi-e-udu kya hai….

Chipak raha hai badan par lahoo say pairahan…

Hamari jaib ko ab haajat-e-rafu kya hai….

Jala hai jism jahan dil bhee jal gaya ho gaa….

Khuredtay ho jo ab rakh, justuju kya hai…

Ragon main daudtay phirnay ke hum nahi qaa’el…

Jab aankh hi say na tapka to phir lahu kya hai…

Woh cheez jis kay liye ho hamain bahisht azeez…

Siwaey baada-e-gulfaam-e-mushkabu kya hai…

Piyoon sharab agar kam bhee to dekh loon do chaar…

Yeh sheesha-o-qadah-o-kooza-o-subu kya hai…

Rahee na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi…

To kis umeed pe kahiye keh aarzu kya hai….

Bana hai sheh ka masahib, phiray hai itraata…

Warna shehar main ‘Ghalib’ ki aabru kya hai….


Humko to duniya main koi bewafa na mila..

kami jo paayi to apni mohobbat main paayi..
Hum ubalte hain to bhuchaal ubal jate hain
Hum machalte hain to tufaan machal jate hain..!!!
Hume badalne ki kaushish karni hai ae dosto
Kyonki, Hum badalte hain to “ITIHAAS” badal jate hain..!!! 
Dil ki tanhayiyon se zindagi ke raaste nahin kat te,

tumhare bina hamari tanha raatein nahin kat te.

Tumne to apne dil ko rakh diya hai us shaher mein,

Jiske raaste hamari manzil tak nahin pahonjhte.

Apne dil ke raaston ko aise band mat karo,

kyunki usi ki raah se hamari bhi saansein hai guzarte.

Itna rooth kar kaha jaaoge humse,


Aap ke raaste to hamari hi manzil par aaker rukte
मैंने तो सिर्फ अपनी मौत की अफवाह


उड़ाई थी


दोस्तों ।। . .


दुश्मन भी कह उठा आदमी अच्छा था।
जी करता है गाल पे उसके, इक थप्पड़ रसीद कर दूँ,


मासूम बन के पूछती है वो जब, कि मैंने क्या किया है.
बूढ़ी माँ को घर से निकाल रक्खा है।

अजीब शौक़ है बेटे का, कुत्तों को पाल रखा है।।
आज मजबुरी की हद देखी हमने।


एक बच्चा काम कर रहा था खीलौनो की दुकान पर।।

Tuesday 17 June 2014

मिट्टी महकती हे वतन की


शहीदो की शहादत से


मुल्क मेरा महफूज हे 


बस कुबाॅनियो की आदत से
तेरी यादों की कोई,


सरहद होती तो अच्छा था ।।

खबर तो होती कि,


सफ़र कितना तय करना है।।
Hazaron khwahishe dafb hai is sine me sadiyon se..
unse milne k deedaar panap rahe hai sadiyon se...
woh hoke rubaru hume mita kyu nahi dete...

ki pal pal jike bhi mar rahe hai hum sadiyon se....
Ab maayoos kyun ho uski bewafai pe ...
tum khud hi toh kehte the ke wo sabse juda hai..




Mana k buhat khaas hon main apne ehbaab ke liye. . .
Lekin chnd lamhon se zyada koi na royega mere guzr jane k bad... !

Monday 16 June 2014

टुकड़े पड़े थे राह में किसी हसीना की तस्वीर के..


...लगता है कोई दीवाना आज समझदार हो गया..
"क़यामत है यूँ उसका बन संवर के सामने आना,


मेरे दिल की छोड़ो आईने पर क्या गुजरती होगी...।
खूबसूरती से धोका न खाइये जनाब,

तलवार कितनी भी खूबसूरत क्यों न हो,मांगती तो.....


खून ही है
बिक गया हे मेरा मुल्क रिश्वत के नाम पर।

मगर अब भी तोड रहा हे कोई रोटी महेनत के नाम पर
तेरे दर पे पहुँचने से पहले मै बड़ा कमजोर होता हूँ,


छू लेता हूँ जब तेरी चोखट को,

तो मै कुछ और होता हूँ।
Mere jazbat se waqif he mera qalm.. FARAZ.. 
Main pyar likhun to tera nam likha jata hai...

Sunday 15 June 2014

Be-Zameen Logon ko
Be-Qarar ankhon ko
Bad-Naseeb Qadmon ko
Jis Taraf bhi le jaye

Raston ki Marzi hai

Be-Nishan Jazeeron per
Bad-Gumaan Shehron mai
Be-Zuban Musafir ko
Jis taraf bhi Bhatka dain

Raston ki Marzi hai

Rok dain ya barhne dain
Thaam lain ya Girne dain
Wasal ki Lakeeron ko
Tor dain ya Milne dain

Raston ki Marzi hai

Ajnabi koi la ker Humsafar bana dain
Saath chalne walon ki Raakh bhi ura dalain
Ya Musaftain sari Khaak mai mila dain


Raston ki Marzi hai.........
Duniya Ki NAZAR Me Mai Usse Bhul Gaya.. 
Use bhi LAGA Mai Use Bhul Gaya..
 Ek DHOOL Si Jam Chuki Thi Yaado Pe Uski.. 
PAR Mai to Usse BHULANA Hi Bhul Gaya....


Saturday 14 June 2014

बस इतनी सी बात पर मेरा परिचय तमाम होता हैं 


मुझे उस पर चलना पसंद नहीं जो रास्ता आम होता हैं !!
Kabhi Hum Tute To Kbhi Khwab Tute..
 Na Jane Kitne Tukdo Mei Arman Tute..
Har ek Tukda Aaina H Zindgi Ka
Har Aaine K Sath Lakho Jazbat Tute...
Woh Bewafa Hi Sahi Aao Us Ka Zikr Karien 
Abi To Umar Padi Hai Uss Ko Bhulane K Liye...!!



Kyon roota hai Dil 'Dua' yaad kar ke unhe

Jo Aagaz-e-Mohabbat mein tanhaa choor jate hein
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya…
Kya Tumhe Ab Bhi Intejar He Uske Laut Aane Ka…
Mene Muskurakar Kar Kaha…
Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho…
Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka…………..

Thursday 12 June 2014

कागज की कश्ती थी पानी का किनारा था खेलने की मस्ती थी दिल भी 

आवारा था

कहां आ गए इस समझदारी के दलदल में वो नादान सा बचपन ही सबसे 


प्यारा था..
इस सदी की आस्था को देखकर हम डर गये....


भूखे मर गये बच्चे,ओर पत्थर दूध पी गये...
ये और बात है कि .... कंठ ‘नीला’ नहीं हुआ


यूं .. घूँट ज़हर के .. कम हमने भी नहीं पिए
जली रोटियों पर बहुतशोर मचाया तुमने


माँ की जली उंगलियों को देख


लेते तो भूख भी मिट जाती||
पलकों पे रूक गया है समंदर खुमार का,


कितना अजब नशा है ये तेरे इंतजार का।

Wednesday 11 June 2014

Vo likhte hain humara naam mitti mein...
aur mita dete hain, Unke liye ye khel hoga....

magar hume to vo mitti mein mila dete hain…
Kab Huyi Pyar Ki Barsaat Mujhe Yaad Nahi..
Khauf Me Doobi Mulakat Mujhe Yaad Nahi..

Mai Toh Madshosh Tha Uski Chahat Mein.. 
Usne Kab Chood Diya Saath Mujhe Yaad Nahi...
wohi ranjishein.. wohi hasratein.. na hi dard-e-dil me kami hui...

 ajab si huyi meri zindagi na guzar saki na khatm hui...!

Tuesday 10 June 2014

MUSKURAANE KI ADAT BHI KITNI MEHANGI PADI HUMKO...

CHHOR GAYI WO YE SOCH KAR K HUM JUDAI ME BHI KHUSH HAIN..


Har baar Muqaddar ko dosh dena achhi baat nahi ..
 kabhi kabhi hum bhi hadd se zyada maang lete hain..
ISHQ wohi hai jo ho ektarfa ..
IZHAR -e- ishq to khwahish ban jaati hai ..
HAI agar ishq toh aankho mein dekho ..
ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai ...

Sunday 8 June 2014

Meri majaar pe aana tum ek pal ke liye
mere ghar ko bhi sajaana tum ek pal ke liye

yahin banaunga jannat mai do jahano ki
gareeb-khane me aana tum ek pal ke liye

kahin kho jayenge andhere umar bhar ke liye
chirag dil ka jalana tum ek pal ke liye

kyi baras se pada hu mai qaid-khane me
rihaayi mujhko dilana tum ek pal ke liye

har ek pal me ho shaamil pyar sadiyon ka
ek aisi shaam ko lana tum ek pal ke liye

tadap raha hu tanhaai me ek jamane se
mujhe gale se lagana tum ek pal ke liye

tujhe samjhunga sajan apna mai sada ke liye
mujhe mehboob banana tum ek pal ke liye............................ 
Aisa nahi ke hum ko mohabbat nahi mili

Jaisi chahte thhe hum ko woh ulfat nahi mili



Milne ko zindagi mein kai humsafar mile

Par un ki tabiyat se tabiyat nahi mili



Chehron mein doosron ke tumein dhoondte rahe

Soorat nahi mili kahin seerat nahi mili



Bahaut der se aaya tu mere pass kya kahun

Ilfaaz dhoondne ki bhi mohlat nahi mili



Tujh ko gila raha ke tuwajjo na di tujhe

Lekan hamein khud apni mohabbat nahi mili



Her shakhs zindagi mein badhi der se mila

Koi bhi cheez waqte zaroorat nahi mili



Hum ko to teri aadat achhi lagi

Afsos keh tujh se meri aadat nahi mili ...!
kuch khud bhi thay afsurda sey
kuch tum bhi hum se rooth gaye

kuch khud bhi zakham k aadi thay
kuch sheeshay haath se chhoot gaye

kuch khud bhi thay hassas bohat
kuch apnay muqaddar rooth gaye

kuch tum ko such se nafrat thi
kuch humse na bolay jhoot gaye

kuch logon ne uksaaya tumhain
kuch apne muqaddar phoot gaye

kuch khud itney muhtaat na thay
kuch log bhi hum ko loot gaye

kuch talkh haqaaiq thay itney

k khuab hi saarey toot gaye !!