Thursday 31 July 2014

जिस गम से तस्कीं मिलती हो, उस गम का मुदावा कौन करे,

जिस दर्द में लज्जत हो पिन्हा, उस दर्द का दरमाँ क्या होगा।


1.तस्कीं - (i) पीड़ा और दर्द में कमी, आराम (ii) संतोष, इत्मीनान 2.मुदावा - दवा,इलाज 3.लज्जत - आनन्द, लुत्फ 4.पिन्हा - छुपा हुआ 5.दरमाँ - उपचार, चिकित्सा, इलाज
कुछ और तो नहीं मेरे गरीब दामन में,


अगर कबूल हो तो जिन्दगी दे दूँ।
कीजिए और कोई जुल्म अग जिद है यही,


लीजिए और मेरे लब पै दुआएं आई।
किसी चमन में बस इस खौफ से न गुजर हुआ,


किसी कली पै न भूले से पांव रख दूं।
कितने कांटों की बद्दुआ ली है

चन्द कलियों की जिन्दगी के लिए।



Tuesday 29 July 2014

Haskar jeena dastur h jindagi ka,
ek yahi kissa mashur h jindagi ka,
beete hue pal kabhi laut kar nahi aate,
yahi sabse badha kasur h jindagi ka



Har jalte Deepak tale andhera hota h,
har raat ke piche ek savera hota,
log darr jate h musibat ko dekhkar,
har musibat ke piche such ka savera hota h.


Sharm se aankh miltae nahi dekha unko,


paar hoti hai kaleje ke nighae kyunkar.

Iss Zid Par Tera Zulum Gawara Kiya Hum Ne,


Dekhege Tujhe Reham Kaha Tak Nahi Aata
koi Mukhlis agar hota to main bhi mohabbat karti,


dil to bohat mile hai magar koi dil se nahi milta.

Wo jin ko dekh kar Aankho mein Raunaq aa jaye,


wohi kuch log zindagi veeran kar jaate hai.


Sunday 27 July 2014

Jo gale miloge tapak se koi hath bhi na milayega,


Ye naye mizaj ka shehar hai zara fasle se mila karo.


Jin pe hota hai bohat dil ko bharosa tabish,


Waqt paane pe wohi log dhoka dete hai.

Jeeta jeeta ke mohabbat, dikha dikha key khalos,


Baade fareb se loota hai dost'on ne mujhe.

Teri Ghaflton Ko Khabr Kaha, Mere Hal-e Dil Pe Nazar Kaha,


Tu Jafa Ki Had Mai Na Aa Ska, Mai Wafa Ki Had Se Guzar Gya.