Thursday 1 December 2011

Hum ne b suna tha kamsani mein wafa ka naam
Per hum jawan hue to rawait hi badal gai......

Thursday 24 November 2011

Uski Nazar Ko Fursat Na Mili Hogi 
Warna Mera Marz Itna La-ilaaj Na Tha
 
Hum ne Toh Wahan Bhi Muhobbat Hi Ki
 
Jahan Muhobbat Ka Riwaaj Na Tha..

Tuesday 15 November 2011

Aik aesi bhi gharri ishq mein aaee thi k ham,,,,,

Khak ko hath lagaty to sitara kerty,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
♥ Aaj badi der tak wo mujhe dekhta raha,

mujhe kyun laga ko wo mujhe aaj chor jayega... ♥♥

Wednesday 9 November 2011

Be-khabar be-waja be-rukhi na kiya kar......

koi toot sa jata hai tera lehja badalne se…!!!
Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,

Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna?..!!
Bana gulab ti kanty chubha gaya ik shakhs,,,

Hooa chragh to ghar hi jala gaya ik shakhs,,,,,
Palat sakoo;n mein na aagey hi barrh sakon jis per,,,,
Mujy ye kon se rasty laga gaya ik shakhs,,,,,,
Mein kis hawa mein urron,kis fiza mein lehraon,,,,???
Dukhon k jaal her soo bicha gaya ik shakhs..,,,,,,,

Tuesday 8 November 2011

Tajmahal

♥ Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..
Warna har Gali me TAJ-MAHAL hotay!! ♥♥

Monday 7 November 2011


Mere muqaddar me tu ho na ho,..........................

pr mere aaj me tu hai. Ye aarzoo kbhi puri ho na ho.............

pr meri zushtzoo me tu hai. Har duaa me shaamil hai tu, ........

hr fariyaad me tu hai. Dekhe teri raah aankhe nhi thakti,...............

hr intjaar me tu hai. De de sila mujhe meri wafa ka, ...............

mere aitbaar me tu hai. Niklega jis ghari dam,............

chahat tab bhi yahi hogi mere aagosh me tu ho................

Friday 4 November 2011



Kitabo k panne palat k sochte hai,


yu palat jaye jindagi to ky baat hai ,


Tamanna jo puri ho khwabo me,


Haqiqat ban jaye to kya baat hai,


Kuch log matlab k liye dhundate hai muje,



Bin matlab kai aye to kya baat hai,


Katal karke to sab le jayenge dil mera ,


Koi baato se le jaaye to kya baat hai,


Jo sharifo ki sharaft me baat na ho ,


1 sarabi kah jaye to kya baat hai ,


Zinda rahne tak to khushi denge sabko,


Kisiko MERI MAUT pe khushi mil jaye to kya baat hai….!!!!




Thukra kr Mohabbat Meri Kahan Jane Ka Irada Hy,
=
Mujhe Zindagi K Kis Morh Pe Lane Ka IradaHy?
=
Yeh Jo Ab Khafa Khafa Se Rehne Lage Ho,
... =
Ye Pyar Ka Urooj Hy Ya Chor Jane Ka Irada Hy,
=
Jate Jate Ye To Bata Jao,
=
Mere Pyar Me Kami Thi Ya Kisi Or Se Dil Lagi Ka Irada Hy,
=
Mere Bad Meri Yaad Aaye To Mur K Na Dekhna Aye zinDagii
=
Kyun K Tere Bad MeraBhi Is Dunya Ko Chor Jane Ka Irada Hai...
Hamehsa sath main rehne ki addat kuch nhi hoti..

Jo lamhe mill gay jeelo riyazat kuch nhi hoti..

Kai rishton ko jab parkha nteeja aak hi nikla..

Zarorat hi sabhi kuch hai mohbt kuch nhi hoti..

Kisi ne chor kar jana ho to phir chor jata hai..

Bicharna ho to sadiyon ki rafaqat kuch nhi hoti..

Ta'luq toot jayn to safeenay doob jaty hain

Yeh sab kehny ki baatain hain haqeqat kuch nhi hoti...
Mohabbat na sahi tu nafarat hi kiya kar...

Mujhse juda koi to ehsaas rakh liya kar...

Aankhe teri hamesha sawal karti hai..?

Mere kisi ek sawal k ato kabhi jawab diya kar...

Dard uthata hai seenetere un purani yaado se...

Kabhi to mere khyaal se muskura liya kar...

Kisi ko tut kar chahneka anjaam to dekh liya tune...

Kabhi khud se bhi mohabbat karke dekhliya kar...
jis ka her aib zamany sy chhupaya menay................!!!
mery qissay sar.e.bazar uchhaalay usnay....................!!!

Thursday 3 November 2011


Kabhi Gham ki Aag me jal uthe,

Kabhi Dagh-e-Dil ne jala dia,

Aay junoon-e-Ishq Bata Zara,
...

Mujhe kio Tamasha bana dia?

Gham-e-Ishq kitna ajeeb hay

Ye junoon se kitna Qareeb hay,

Kabhi Ashk palkun pe ruk gaye,

Kabhi poora darya baha dia,

Abhi ker rha hay wo ibtida,

Mera kah rha hay ye tajruba,

Usay zindagi ki hay aarzu,

Mujhay zindage ne mitaa dia,

Jo ruke tu koh e garan thay hum..!!!

Jo chalay tu jaan se guzar gaye ..!!!

Rah-e-yaar hum ne qadam qadam tujhe yaadgar bana dia
Kuch to majbooria;n rahi hon gi,,,,


Yoon koee be wafa nahi hota,,,,
Ji baht chahta hae sach bolein....
Kia karen hosla nahi hota,,,,,,,,,,,,,,
Tumharey baad baqi tou Sab theek hae lakin,

Jahan dil tha kbhe .. Pehley ....wahan ab dard rehta hae.....
Dunia k sitam yaad na apni hi wafa yaad,,,,

Ab mujh ko nahi kuch bhi mohabbat k siwa yaad,,,
Muddat hoee ik hadsa-e-ishq ko laikin,,,
Ab tak hae mager dil k dharrakny ki sada yaad
Wo jhoot bol raha tha barry saleeqy se,,,,,
Mein eitbaar na kerta to or kia kerta,,,,
Dunia k sitam yaad na apni hi wafa yaad,,,,

Ab mujh ko nahi kuch bhi mohabbat k siwa yaad,,,
Muddat hoee ik hadsa-e-ishq ko laikin,,,
Ab tak hae mager dil k dharrakny ki sada yaad,,,,,

Wednesday 2 November 2011

Aik muddat se teri yaad bhi aaee na hame;n .....

Or ham bhool gaey hon tujhy,, aesa bhi nahi,,,,,
Kia khabar thi k chaley gi kbhe asi bhe hwa ...
Khusak patton ki tarah dost bikhar jaain ge!!!

Tuesday 1 November 2011

Zameer Jaag To Jata Hai Agar Zinda Ho, -IQBAL

Kabhi Gunah Se Pehle Kabhi Gunah K Bad..!.!
Unhain kahna agr fursat me hi yaad karna hai to na karna. .
hum tanha hi sahi per itne fzool bhi nahi hain....

Monday 31 October 2011

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai.

Is Jahan Mein Kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai.

Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan Ke Daur Se.

Ek Khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai





`
Dil Chahta Hai Tumse Pyari si Baat Ho,

Khamosh Taraane Hon, Lambi si Raat Ho,

Fir Unse Raat Bhar Yahi Meri Baat Ho,

Tum Meri Jindgi Ho,Tum Hi Meri Kaynaat Ho.
`


Jindagi Kisi Ki Amanat Nahi Hoti,


Amanat Main Kabhi Kayamat Nahi Hoti,


Dil Ko Sambhal Kar Rakhna,

Meri Dosti Ki Kaid Main Jamanat Nahi Hoti.
`




Zindagi Hai Nadan Isiliye Chup Hoon,


Hoth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka,

Shayad Nazron Se Vo Baat Ho Jaye,

Is Ummid Se Karte Hain Intezar Raat Ka,

Ke Shayad Sapne Me Mullakat Ho Jaye…
`


Vishwas Banke Log Zindagi Main Aatey Hai

Khwab Banke Aankhon Main Samaa Jaatey Hai

Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Woh Hamare Hai

Phir Na Jaane Kyu Badal Jaatey Hai…
`


Zindagi Ka Safar Toh Ek Haseen Safar Hai

Her Kisii Ko Kisii Na Kisii Ki Talash Hai

Kisii Ke Pass Manzil Hai Toh Raah Nahi

Aur Kisii Ke Pass Rah Hai Toh Manzil Nahi…
`


Zindagi Dene Vale Marta Chod Gaye

Apnapan Jatane Vale Tanha Chod Gaye

Jab Padi Jarurat Hume Apne Humsafar Ki

Vo Jo Saath Chalne Vale Apna Rasta Mod Gaye…
`






Sunday 30 October 2011

WO gumo ki viraniya tumhare nasib me thi ae sanam.

takdir ne bana diya muzrim to hum kya kare.......

Saturday 29 October 2011

Hoti Hai Lakh Ghumo Ki Dawa Neend B Magar,

Hote Hain Aise Ghum Bhi Jo Sone Nahi Dete !!!
Main Na Smjha Tha Smandar Tum ko......

'THA' ka Matlab Tou Tumhain Ata Ho Ga........
Kabhi Ghum Ki Aag Main Jala Uthy,
Kabhi Dagh-e-Dil Ne Jala Diya,
EY Junon-e-ishq Bta Zara,
MUjhe kYUN Tamasha Bana Diya,
Ghum-e-ishq kitna Ajeeb Hy,
... ... Ye Junon Se Kitna Qareb Hy,
Kabi Ashk Palkoun Pe Ruk Gay,
Kabhi Pora Darya Baha Dya,
Abi Kar Raha Hay Wo Ebadat,
Mera Kah Raha Ha Tajurba,
Usey Zindagi Ki Hay Arzo0o,
Mujhe Zindagi Ne Mitaa Dya.

Friday 28 October 2011

Ek dard ko apne dil me jabran liye baitha hun,,,,

Lagta hai is dard se mohabbat si ho gai hai.......
Ek dard ko apne dil me jabran liye baitha hun,,,,

Lagta hai is dard se mohabbat si ho gai hai.......
Chalo kuch din k liye duniya chhod jaate hain,
Suna hai log bohat yaad karte hain chale jaane k baaad

Thursday 27 October 2011

Tere husan ko perdey ki zarurat hi kia hai

kon hosh main rehta hai tujhey dekhney k baad';
Na Haath Thaam Sakey Na Pakar Sakey Daman ...

Bohat Hi Qareeb Se guzar Kar Bichar Gaya Koi .

Wednesday 26 October 2011

Mere wajood ki jageer usne mangi hai,
Ajab khwab ki tabeer usne mangi hai..

Uski quaid main rehta hun main pehle bhi,
Najane fir kyun usne zanjeer mangi hai..

Guman hota hai wo bhool sakta hai mujhe,
Kyunki aaj meri tasweer usne mangi hai..

Mere khuda mujhe uske naseeb me likhde,
K Mujhse meri takdeer usne mangi hai..

Tuesday 25 October 2011

Na aana mery janazy main ye mere mohabat ki toheen hoge.

Main char kandhon pe aur mera mehbob paidal hogi.......
Isi se jaan gaya mein k wakht dhalny lagy,,,,,
Mein thak k chaon mein betha to paerrr chalny lagy,,,,
Kisi k hath mein jaan hae,kisi k hath mein dil,,,,,,
Bhala yahan pe koee kis trah sanbhalny lagy,,,,,,

Monday 24 October 2011

Na tha kuch tou Khuda tha.kuch na hota tou Khuda hota..dboya mujh ko

honey ne.na hota mn tou Kia hota??


Huwa jb gham se yun behis tou gham Kia sar k katney ka...na hota gr juda

tan se tou zanu pe dhra hota,,


Huwe muddat k ghalib mrr gia .pr yaad aata hae...wo hr aik bat pe kehna k ...

Yun hota tou Kia hota!!!!***
Na tha kuch tou Khuda tha.kuch na hota tou Khuda hota..dboya mujh ko honey ne.na hota mn tou Kia hota??
Huwa jb gham se yun behis tou gham Kia sar k katney ka...na hota gr juda tan se tou zanu pe dhra hota,,
Huwe muddat k ghalib mrr gia .pr yaad aata hae...wo hr aik bat pe kehna k ... Yun hota tou Kia hota!!!!***
zindagi he ya koi toofan hai......
ham to is jeeney k hathon mer chaley
Tu Jo Bichray To Milay Dard Qayamat Jesa
Tuje say Yeh Kehsa Rishta Hai Mohabbat Jesa
Jissay Chahho Ussay Ehsaas-E-Khudaai Day Do
Silsila Pyaar ka Rakho to Ibadat Jesa

Friday 22 July 2011



wo udas udas si lagti hai ,

koi tarqib bhatao unko manane ki,

mein zindagi girvi rakh du,

koi kimat bataye unke muskurane ki…


Haal  puch lene se kisi ka haal acha nai ho jata

dil-e-tasali  ho jati hai ki koi apna bhi hai…

Har dil me dard chupa hota hai,

Bayan karne ka andazjuda hota hai .

kuch log aankon se dar baha dete hai,

aur kisi ki hansi me dard chupa hota hai..

Hotho ki has ko na samjh hakikat ae zindagi,

mere dil mein utar ke ekh kitna uas hu mein..

Hotho ki has ko na samjh hakikat ae zindagi,
Ere dil mein utar ke ekh kitna uas hu mein..

Unhi  ko chaha unhi se pyar hai,

agar wo zindagi hai tho zindagi se pyar hai,

Wo humse ruth bhi jaye tho koi ghum nahi,

Qunki hame unse nahi,unki khushi se pyar hai

Koi to wada nibha diya hota,

Meri wafa ka kuch sila diya hota,

Zalim tabha karna tha pyar me mujhko,

Tokhud apne hatho se muje jala diya hota

Mana ki nazro ke kabil nai hai hum,

Use jakr puch jise hasil nai hai hum,

Mat dar dekh kar mere hatho par lahu,

Naam likha hai tera qatil nai hai hum…

Nafrt nai unhe mujhse magr pyar bhi nahi hai,

Sab kuch hai mere pas magr vo yar nahi hai,

Uske aane ki ummed hi nahi,

Par kaise keh du ki intzar bhi nai hai…

Abhi  sochte hai ho kuch naya zindagi me,

Or  kabhi bas aise hi jiye jane ko  jee chahta hai,

Kabhi  apni hasi par bhi gussa ata hai,

kabhi  sare jahan ko hasane ko jee chahta hai,

Kabhi  chupa lete hai gamo o dil ke kisi kone me,

Kabhi  kisi ko sab kuch sunane ko jee chahta hai,

Kabhi  rota nahi dil tut jane par bhi,

Aur  kabhi bus yu hiaansu bahane ko jee chahta hai,

Kabhi  hasi ajati hai bheegi  yado me,

Tho kabhi sab kuch bhulane ko jee chahta hai,

Kabhi  accha sa lagta hai aazad  udna kahin,

Or kabhi kisi kibaahon me simat jaane ko jee chahta hai.



Apki yado ko lekar duniya se chale jayenge,

Asma me reh kar bhi apko na bhul payenge,

Karoge yaad jo ek pal bhi hame,

Tho barish banker apke kadmo me bikhar jayenge.

Mohabat ka naam dil se ja chukka hai,

Pyar ka rista ab ye dil bhula chukka hai,

Jane abhi bhi yado me wo klyo samil hai,

Jis naam se ye dil dhoka kha chukka hai.

Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,
Unki  wafa ka imtehan  baki hai,
Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,
Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Tuta hua phool kusbu de jata hai,

Bita hua pal yaade de jata hai,

Har kisi ka apna alag alag andaz hota hai,

Koi  pyar me zindagi tho koi zindagi mr pyar de jata hai.

Nazro me aap hamare mehman ban gaye,

Bate ki aisi ki hamari muskhan ban gaye,

Pas rehkar b log hamare na ban sake,

Door rehkar bhi aap hamari jaan ban gaye.

Kisi k paigham ko zara pyar se padha kijiye,

Kisi ki chahat ka ehsas  kiya kijiye,

Aisa na ho koi dil se yad kar raha hai aako,

Or aap keh rahe ho pareshan mat kijiye.

Kash hamari bhi parwah kisi ne ki hoti,

Tho ye duniya hamse ruswa na hoti,

Agar aata un jese muskurana hame bhi,

Tho hamse bhi mohabbat kisi ne ki hoti.


Dur  baitha koi apka sapna bun raha hai,

Bhago se wafa k ful chun raha hai,

Ap kya jano uske dil ka haal

Ek wohi he jo dur hokar apki dhadkan sun raha hai

Dur  baitha koi apka sapna bun raha hai,
Bhago se wafa k ful chun raha hai,
Ap kya jano uske dil ka haal
Ek wohi he jo dur hokar apki dhadkan sun raha hai

Sunday 17 July 2011

Likhne se Pehle salam karte hai
Dard-e-dil se paigam karte hai
Ye mat samajhna ki hum bhul gaye hai tumhe
Yaad to tumhe hum subha-sham karte hai…
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye

Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye


Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro


Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye


Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do

Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do


Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke


Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai

Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai

Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo

Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai

i
Ek shamma andhere mein jalaye rakhna,

Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna,


Kaun jane wo kiss gali se guzre,


Har gali ko phoolo se sajaye rakhna!

Hum tere dil mai rahengee ek yad bankar,

Tere lab pe khilengee muskan bankar,

Kabhi apne se juda na samjana,

Hum tere sath chalege aasman bankar
.
Mohabbat seekh ker kerna.

K bin seekhe mohabbat ka safar dushwar hota ha.


Girebaan taar hota ha.


Kabhi inkar hota ha Kabhi iqrar hota ha.


Mohabbat seekh ker kerna.
`

Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna

Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga Ya Sub Kuch Bhool Jayega


Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha


Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega
`


Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna
Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga Ya Sub Kuch Bhool Jayega
Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha
Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega
`

Mulakat maut ki mehman ban gayi hai


Nazar ki duniya veeran ban gayi hai


Meri sans bhi ab meri nahi rahi


Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai…
Kuch nasha teri baat ka hai

Kuch nasha dhimi barsaat ka hai


Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai


Intezar to sirf aapki mulakat ka hai

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,

Dil me rehne walo ki baat nahi karte,


Hamari to ruh me bus gaye hain aap,


Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
Khwabon mein aate ho TUM

yaadon mein aate ho TUM


jahan mein jau jahan mein dekhu


mujhe nazar aate ho TUM

Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho..

Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho..


Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho..


Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho
Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi..,
Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi.
Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha Nahi Kat Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta…
Har Pal Saath Rehne Ki Kasam Khayi Hai,
Maine Har Rasm Ulfat Ki Nibhayi Hai,
Tum Daaman Bachakar Phoolon Mein Jaa Baithe Ho,
Mere Aangan Mein Sirf Tanhayi Hai.
Unhone dekha aur aansu gir pade,
Bhari Barsaat mein jaise phool bikhar pade,
Dukh yeh nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh to yeh hain ki uske baad woh khud ro pade..

Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,

Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,


Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,


Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..
`

Paane se khone ka maza aur hai…

Bandh aankhon main rone ka maza aur hai…


Aansoo bane lafz aur lafz bane shayari…


aur uss shayari main tere hone ka maza aur hai…


Manzil Bhi Kho Chuke Humsafar Bhi Nahin Raha

Meri Kisi Bhi Duaa Main Sayad Asaar Hi Nahin Raha


Jab Se Huyee Hai Dil Ko Khabar wo bichaddh raha hai mujhse


Lafzoon Ko Jodnay Ka Tabse Hunaar Bhi Nahi Raha…

Woh Nazar kahan se laun jo tumhe bhulade,

Woh dawa kahan se laun jo is Dard ko mitade,


Milna to likha hota hai Taqdiron me Par,


Woh Taqdir hi kahan se laun joh Hum Dono ko milade
Is jahan me mohabbat kash na hoti,
To safar-e-zindagi me mithas na hoti!
Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
labo pe geat to aankho mei khwab rakhte the..

kabhi kitabo mei hum bhi gulaab rakhte the ..


kabhi kisi ka jo hota tha intezar humei..


bada hi sham o sehar ka hisaab rakhte the…
yaado main kabhi aap bhi khoye hoge

khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge


maana hasna hai aadat gum chupaane ki


par haste haste kabhi aap bhi roye hoge..

Har kadam pe dhoke milte rahege

par fiza me phool phir bhi khilte rahege


yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai


par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!

Sunday 10 July 2011

Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
mein jitna paas jau utna door jate hai kyu
kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
mujhe aise har pal sataate hai kyu…
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi

hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi


aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin


par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
Hum gilla nahin karte….

jo na ho kismat mein vo mila nahin karte


zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe humne


yeh itne gehre hai ke kabhi silla nahin karte
Jab laGe zakhm to Qaatil ko dua di JaYe…

Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe…


Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka fun kya hai…


Chaar lafzon men koi aah chuPa di JaYe…
Youn Tou Koi Bhi Tanha Nahi Hota,


Chah Ker Kisi Se Juda Nahi Hota,


Mohabbat Ko Majborian Hei Le Dobtein Hein,


Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota…