Saturday 24 May 2014

Raatein ghumnam hoti hai ,
din kisi ke naam hota hai 
hum zindagi iss tarah jeete hai
har lamha dosto ke naam hota hai

Friday 23 May 2014

Tujhko paa lene me ab wo betaab kaifiat kahan


Zindagi to wo thee jo teri justju me kat gayi
sirf isiliye jalte hai hamare dushman humse kyuki,
ek muddat se humne na dost badle na mohhabat

Thursday 22 May 2014


GHALTI HUI K TUJHE JAAN SE B ZYADA CHAHNE LAGE..




KYA PATA THA K MERI ITNI PARWAH TUJHE LA PARWAH KAR DEGI...

Tuesday 20 May 2014

Duboo De Apni Kashti Ko Kinara Dhundne Wale...!!!



Yeh Dariya-E-Mohabbat Hai Yahan "SaHiL" Nahi MILTA...
Zakhm E Jigar Ko Humne Kya Khub Kurecha Hai


Ab Tak Tapak Raha Hai Tera Naam Lahu Ke Sath

Monday 19 May 2014

Ummeed Bhi ek ajeeb Paheli Hua Karti Hai,
Jo Nahi Mil Sakti Kabhi...... Usi Ki Hua Karti Hai...
kaash unko bhi humari bezar halat ka khayal aaye ....

jo humein tanha chhod ke bekhabar rehte hai .... !!
Rog Ban Jata hai Yeh Pyar bhi badhte badhte.....


Roz Milne ki Yeh khawahish Meri jaan Mat karna.....!!

Sunday 18 May 2014

itna khafa hai Woh Shaks Mujh Se Aaj kal

Kal Khwab mein bhi Usne Mujhse Haath nahi Milaya..

mery pass say guzar kar mera hal tak na pocha


mein kese maan jau wo door ja k roi hogi....!
Itne khuddar the hum ke kabhi ghar se nikalte nahin the


Teri ik zouq_e_deedar ne mujhe "awara" bana diya...
Hum na hote to gazal kaun kehta….
aap ke chehre ko kamal kaun kehta….
yeh to karishma hai mohabbat ka…..
varna patthar ko taj mahal kaun kehta

Saturday 17 May 2014

kya chupaye ga naqab us ke shabab ko ghalib

nigah-e-ishq se to pathar bhi toot jaya karte hai
roti hui aankhon ko hasaya bohat hai ...

humne yeh hunar khud pe aazmaaya bohat hai 
"mil jaye uljhano se fursat to zara sochna.
kyun fursaton me he yaad karne tak rishta hai apna...."
Wo hairan hain mere zabt par to keh do unse ja kar... 
Jo daman par nahi girtay wo ansoo dil par girtay hain . . .
"चोट लगनी है मुनासिब हमारे पावों में ,


हम ने आसान कहाँ राह चुनी है लोगो….!"
Mai dil ka ameer mukaddar ka garib tha....
Mil k bichadna mera nasib tha...
Chah k bhi kuch na kar sake hum....
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha…………
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai,
Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai,
Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi,
Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai,
Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai,
Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi,
Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
Hausley buland kar raaston par chal de...
tujhe tera mukaam mil jayega,
Akela tu pehel kar....kaafila khud bann jayega....
Tere paas se jo guzray toh junoon mein the ..
Jab door ja kay socha toh zaar zaar roye..

Thursday 15 May 2014

सिंहासन खाली करो कि जनता आती है
- रामधारी सिंह दिनकर (Ramdhari Singh Dinkar)
सदियों की ठंढी, बुझी राख सुगबुगा उठी,
मिट्टी सोने का ताज पहन इठलाती है
दो राह, समय के रथ का घर्घर-नाद सुनो,
सिंहासन खाली करो कि जनता आती है।
जनता? हां,मिट्टी की अबोध मूरतें वही,
जाड़े-पाले की कसक सदा सहनेवाली,
जब अंग-अंग में लगे सांप हो चूस रहे
तब भी न कभी मुंह खोल दर्द कहनेवाली।
जनता? हां, लंबी-बडी जीभ की वही कसम,
"जनता,सचमुच ही, बडी वेदना सहती है।"
"सो ठीक, मगर, आखिर इस पर जनमत क्या है?"
'है प्रश्न गूढ़ जनता इस पर क्या कहती है?"
मानो, जनता ही फूल जिसे अहसास नहीं,
जब चाहो तभी उतार सजा लो दोनों में
अथवा कोई दुधमुंही जिसे बहलाने के
जन्तर-मन्तर सीमित हों चार खिलौनों में।
लेकिन होता भूडोल, बवंडर उठते हैं,
जनता जब कोपाकुल हो भृकुटि चढाती है
दो राह, समय के रथ का घर्घर-नाद सुनो,
सिंहासन खाली करो कि जनता आती है।
हुंकारों से महलों की नींव उखड़ जाती,
सांसों के बल से ताज हवा में उड़ता है,
जनता की रोके राह,समय में ताव कहां?
वह जिधर चाहती,काल उधर ही मुड़ता है।
अब्दों, शताब्दियों, सहस्त्राब्द का अंधकार
बीता; गवाक्ष अंबर के दहके जाते हैं
यह और नहीं कोई,जनता के स्वप्न अजय
चीरते तिमिर का वक्ष उमड़ते जाते हैं।
सब से विराट जनतंत्र जगत का आ पहुंचा,
तैंतीस कोटि-हित सिंहासन तैयार करो
अभिषेक आज राजा का नहीं, प्रजा का है,
तैंतीस कोटि जनता के सिर पर मुकुट धरो।
आरती लिये तू किसे ढूंढता है मूरख,
मन्दिरों, राजप्रासादों में, तहखानों में?
देवता कहीं सड़कों पर गिट्टी तोड़ रहे,
देवता मिलेंगे खेतों में, खलिहानों में।
फावड़े और हल राजदण्ड बनने को हैं,
धूसरता सोने से श्रृंगार सजाती है
दो राह,समय के रथ का घर्घर-नाद सुनो,
सिंहासन खाली करो कि जनता आती है।
Wo Jo Geet Tum Nay Suna Nahi, Meri Umar Bhar Ka Riyaz Tha



Meray Dard Ki Thi Dastaa'n Jisay Tum Hansi Main Udaa Gaye
kafan na dalo mere chere par mujhe aadat hai muskurane ki,


na dafana oo meri laash ko mujhe abhi umeed hai meri mehbooba ke aane ki …
Subah se chup hain tere hijr_naseeb
Haye kya hoga agar raat aaye
Phir Bhala Kon Dad-e-Tabassam De Ga Unhe,

Royen Gi Bohat Mujh Se Bicharr Kar Teri Aankhen...!!!

Wednesday 14 May 2014

"jitni duniya majak udati hai takdir utni jhagmagati hai,
jab karam khuda ka ho taqdir pal me badal jati hai"
Ye chahatein.. ye raonakhein.. paband hain mere jeene tak...

Bina rooh k nahi rakhte Ghar wale b Jism ko......!
shab hote hi,,woh meri aankhon me utar aata hai..

subah hote hi ,,phir,,saaye ki tarha lipat jaata hai
Khareed sakte unhe to apni zindagi dekar bhi khareed lete

par kuch log "KEEMAT" se nahi….. “QISMAT” se milte hain ....!!!!

Tuesday 13 May 2014

shaam ki woh ghadiyaan,,,joh hum saath guzaara.. karte the...

woh waqt.... aaj bhi tumhare lahje mein humse baat karta hai...
Zuban se kehte hain woh, unhe parwaah hai meri....
Ankho me koi dard na dekha unki.. mere Aansu dekh kar....!
Roz hum nashay mein hotay hain.. Or raat guzar jati hai..
Ek din raat nashay mein hogi, Or hum guzar jayein...!
Bistar ki salwato se ye mehsoos ho raha hai..

Toda hai dum kisi ne karwat badal badal ke... !

Monday 12 May 2014

Chalo mana ke hame pyar ka izhar karna nahi ata... Mohsin... 
itne nadan to tum be nahi,jazbat samaj na sako. .
Hamari Khwahish Ke Rastoon Me Mahak Rahi Hai WaFa Ki Khushboo...


Muhabbatoon Ne Badal Diye Hain Tamaam Munzer Udassiyoon Mein!!
Sookhe honton pe hi hoti hain meethi baatain.... 
Pyas jab bhuj jaye to lehje badal jate hein...!


Mana k buhat khaas hoon main apne ehbaab ke liye. . 

Lekin chnd lamhon se zyada koi na royega mere guzar jane k baad... !

Sunday 11 May 2014

Kehna ye chahta tha ki duniya hai bewafa FARZ,
Sharminda hu ki lab pe tera naam aa gaya.....!!
Woh aksar aa jate the kisi bahane se..

Ab khwabo me bhi wazah nahi milti...............!!
chah kar bhi bhula sakta nahi tujhe,
Tujhe na chah kar bhi chahta hoon main 

Aisa nahi ke hum ko mohabbat nahi mili

Jaisi chahte thhe hum ko woh ulfat nahi mili



Milne ko zindagi mein kai humsafar mile

Par un ki tabiyat se tabiyat nahi mili



Chehron mein doosron ke tumein dhoondte rahe

Soorat nahi mili kahin seerat nahi mili



Bahaut der se aaya tu mere pass kya kahun

Ilfaaz dhoondne ki bhi mohlat nahi mili



Tujh ko gila raha ke tuwajjo na di tujhe

Lekan hamein khud apni mohabbat nahi mili



Her shakhs zindagi mein badhi der se mila

Koi bhi cheez waqte zaroorat nahi mili



Hum ko to teri aadat achhi lagi


Afsos keh tujh se meri aadat nahi mili ...!

Saturday 10 May 2014

mere dil ke kisi kone mei ek masoom sa bacha

baron ki dekh kr duniya,bara hone se darta hai....!
Ab Nend Se Kaho Hum Se Sulah Kar Le Faraz,


Wo Durr Chala Gaya Hai Jis K Lie Hum Jaga Karty The...!
Ajeeb silsila ha ISHQ aur MOHABBAT ka "FARAZ*


kOI wafak liye roye aur koi wafa kar k roye...!
Har ek paaon mujhe rondta hua guzra,

Jaane kaun si manzil ka raasta hoon main....
wohi ranjishein.. wohi hasratein..na hi dard-e-dil me kami hui... 
ajab si huyi meri zindagi na guzar saki na khatm hui...!
Dekhunga ye khula asmaan dobaara kabhi socha na tha ..
Maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha ..
Gam me bahut roya abtalak .....
Khusi se ro padunga ek din kabhi socha na tha...!

Kabhi Hum Tute To Kbhi Khwab Tute..
 Na Jane Kitne Tukdo Mei Arman Tute..
Har ek Tukda Aaina H Zindgi Ka
Har Aaine K Sath Lakho Jazbat Tute...


Thursday 8 May 2014

यह एकलिंग का आसन है¸
इस पर न किसी का शासन है।
नित सिहक रहा कमलासन है¸
यह सिंहासन सिंहासन है।।1।।

यह सम्मानित अधिराजों से¸
अiर्चत है¸ राज–समाजों से।
इसके पद–रज पोंछे जाते
भूपों के सिर के ताजों से।।2।।

इसकी रक्षा के लिए हुई
कुबार्नी पर कुबार्नी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर
यह सिंहासन अभिमानी है।।3।।

खिलजी–तलवारों के नीचे
थरथरा रहा था अवनी–तल।
वह रत्नसिंह था रत्नसिंह¸
जिसने कर दिया उसे शीतल।।4।।

मेवाड़–भूमि–बलिवेदी पर
होते बलि शिशु रनिवासों के।
गोरा–बादल–रण–कौशल से
उज्ज्वल पन्ने इतिहासों के।।5।।

जिसने जौहर को जन्म दिया
वह वीर पद््मिनी रानी है।
राणा¸ तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।6।।

मूंजा के सिर के शोणित से
जिसके भाले की प्यास बुझी।
हम्मीर वीर वह था जिसकी
असि वैरी–उर कर पार जुझी।।7।।

प्रण किया वीरवर चूड़ा ने
जननी–पद–सेवा करने का।
कुम्भा ने भी व्रत ठान लिया।
रत्नों से अंचल भरने का।।8।।

यह वीर–प्रसविनी वीर–भूमि¸
रजपूती की रजधानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर
यह सिंहासन अभिमानी है।।9।।

जयमल ने जीवन–दान किया।
पत्ता ने अर्पण प्रान किया।
कल्ला ने इसकी रक्षा में
अपना सब कुछ कुबार्न किया।।10।।

सांगा को अस्सी घाव लगे¸
मरहमपट्टी थी आंखों पर।
तो भी उसकी असि बिजली सी
फिर गई छपाछप लाखों पर।।11।।

अब भी करूणा की करूण–कथा
हम सबको याद जबानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर
यह सिंहासन अभिमानी है।।12।।

क्रीड़ा होती हथियारों से¸
होती थी केलि कटारों से।
असि–धार देखने को उंगली
कट जाती थी तलवारों से।।13।।

हल्दी–घाटी का भ्ौरव–पथ
रंग दिया गया था खूनों से।
जननी–पद–अर्चन किया गया
जीवन के विकच प्रसूनों से।।14।।

अब तक उस भीषण घाटी के
कण–कण की चढ़ी जवानी है!
राणा! तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।15।।

भीलों में रण–झंकार अभी¸
लटकी कटि में तलवार अभी।
भोलेपन में ललकार अभी¸
आंखों में हैं अंगार अभी।।16।।

गिरिवर के उन्नत–श्रृंगों पर
तरू के मेवे आहार बने।
इसकी रक्षा के लिए शिखर थे¸
राणा के दरबार बने।।17।।

जावरमाला के गह्वर में
अब भी तो निर्मल पानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।18।।

चूंड़ावत ने तन भूषित कर
युवती के सिर की माला से।
खलबली मचा दी मुगलों में¸
अपने भीषणतम भाला से।।19।।

घोड़े को गज पर चढ़ा दिया¸
्'मत मारो्' मुगल–पुकार हुई।
फिर राजसिंह–चूंड़ावत से
अवरंगजेब की हार हुई।।20।।

वह चारूमती रानी थी¸
जिसकी चेरि बनी मुगलानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।21।।

कुछ ही दिन बीते फतहसिंह
मेवाड़–देश का शासक था।
वह राणा तेज उपासक था
तेजस्वी था अरि–नाशक था।।22।।

उसके चरणों को चूम लिया
कर लिया समर्चन लाखों ने।
टकटकी लगा उसकी छवि को
देखा कजन की आंखों ने।।23।।

सुनता हूं उस मरदाने की
दिल्ली की अजब कहानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।24।।

तुझमें चूंड़ा सा त्याग भरा¸
बापा–कुल का अनुराग भरा।
राणा–प्रताप सा रग–रग में
जननी–सेवा का राग भरा।।25।।

अगणित–उर–शोणित से सिंचित
इस सिंहासन का स्वामी है।
भूपालों का भूपाल अभय
राणा–पथ का तू गामी है।।26।।

दुनिया कुछ कहती है सुन ले¸
यह दुनिया तो दीवानी है।
राणा! तू इसकी रक्षा कर¸
यह सिंहासन अभिमानी है।।27।। 
jinke bina itihaas khali hai,
wo bahaduri ki misal khali hai,
jisne iss dharti maa ko apne lahu se sicha hai,
jisse kurukshetra ki dharti par aaj bhi lali hai.
Woh Bewafa Hi Sahi Aao Us Ka Zikr Karien
 Abi To Umar Padi Hai Us Ko Bhulane K Liye...!!


Tu hi bata aye Zindagi is zindagi ka kya hoga
 har pal marne walo ko jeene ka bhi waqt nahi....!
Duniya Ki NAZAR Me Mai Usse Bhul Gaya..
 Use bhi LAGA Mai Use Bhul Gaya..
 Ek DHOOL Si Jam Chuki Thi Yaado Pe Uski.. 
PAR Mai to Usse BHULANA Hi Bhul Gaya....
Tumhe har ghazal mein rakhna mera dastoor hai ..
Lekin sarr-e-mehfil tere charche mujhe ache nahi lagte..!!
Wo Rastay Aaj B Mere Zehan Main Raqs Kerte Hain..
 Jin Pe Chal k Koi Aya Tha Juda hone Ke Liye..!
unse dur jaane ka iraada na tha
sada saath rehne ka vada b na tha..
wo yaad na karenge, yeh jaante they hum
par itni jaldi bhul jayenge... andaaza na tha!!!
Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na tha... 
Mujhpe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha_____!

Wednesday 7 May 2014

Uski Jeet Se Hoti Hai Khushi Mujhko ..
Yahi Jawab Marey Paas Apni Haar Ka Tha...
pocha jo unse chand nikalta hai kis tara...

chehray pay zulfain dhal kar jatka dia k yun
Dard me koi mousam pyara nahi hota.. 

Dil ho pyasa toh pani se gujara nahi hota.

Koi dekhe toh humari bebasi.. 

Hum sabhi k ho jate hain.. Par koi humara nahi hota... 

Monday 5 May 2014

 zindagi ki kitaab mere jazbat se waqif he mera qalam.. FARAZ..
 Main pyar likhun to tera nam likha jata hai...
Wo Rastay Aaj B Mere Zehan Main Raqs Kerte Hain.. 
Jin Pe Chal k Koi Aya Tha Juda hone Ke Liye..!
Uske Dil Me Thodi Si Jaga Maangi Thi musafiron Ki Tarha..
 "UsNe Tanhaiyon Ka ek Shaher Mere Naam Kar Diya.."
Yahan har taraf khamoshi ka saaya hai..

 Zindagi main pyar kisne paaya hai..

 Hum yaadon main jhoomtay hain unki....

Aur zamana kehta hai “Dekho aaj phir PEE ke aaya hai"

Sunday 4 May 2014

“char khandho ki arzu bhi haram hai


Ki har mushafir ki taqdir mein sawari nahi hoti”
HUM WO ANA PARAST HAIN, JO HAAR K BHE KEHTAY HAIN!!!!


WO MANZIL HE BAD-NASEEB THE, JO HMAIN NA PA SAKI
ishrat-e-qatraa hai dariyaa mein fanaa ho jaanaa

dard kaa had se guzaranaa hai davaa ho jaanaa.... 

Saturday 3 May 2014

Hum Ne Roti Hui Aankhon Ko Hansaya Hai Sada,

Is Se Behtar Ibadat To Nahi Hogi Humse..
Dekhi hai uss ki ankh main pehli dafa nami

yun lag raha jaise samander udaas hai
Tujhse Koi Shikwa Nahi Mujhe, Na Koi Gila Hai,
Jo Bhi Chaha Maine Zindagi Mein ,Wo Mujhe Kab Mila Hai
tu saahin hai parwaaj hai kaam tera,
tere samne assman aur bhi hai....
uske sath jeene ka ek moqha de de.... eh khuda,
tere sath tho hum marne ke badh bhi reh lenge.
wo baat baat pe jee bhar ke bolne wala,
ulajh ke reh gaya doori ko kholne wala.
lo saare shehar ke patthar samet laye hum ,
kaha hai hum ko raat din tolne wala.
hamara dil ki samander tha,usne dekh liya,
bhahut udas huwa jeher golne wala.
kisi ki mojhe-farawa se kha gaya kya maat,
wo ek nazar mein dil ko tatolne wala.
wo aaj phir yahi dohra ke chal dia,
mein bhul ke nahi ab tujh se bolne wala.

Thursday 1 May 2014

Raasta bhi khattin ,doop mein shidhat bhi bhahut thi....
shaye se magar usko mohobbat bhi bhahut thi....
kheme na koi mere musafir ke jalaye,
zakmi tha bhahut phav,yatra bhi bhahut thi........
kuch tho tere mausum hi muhje raas na aye,
aur kuch teri mitti mein bagawat bhi bhahut thi...
iss tarah sath chhodne pe pareshan tho hu lekin,
ab tak tere sath pe hairat bhi bhahut thi....