Shayari, a beautiful musical form of Urdu poetry allows a person to express the deepest feelings through words. It lets you explain sentiments in all their forms through rhythmic words. This blog brings a combination of different styles, moods ,flavours of shayari's written by different poets and shayar's. This is a blog with a combination of various feeling like inspiration ,motivation ,patriotism ,romance ,sadness and much more.
Thursday, 24 November 2011
Tuesday, 15 November 2011
Wednesday, 9 November 2011
Bana gulab ti kanty chubha gaya ik shakhs,,,
Hooa chragh to ghar hi jala gaya ik shakhs,,,,,
Palat sakoo;n mein na aagey hi barrh sakon jis per,,,,
Mujy ye kon se rasty laga gaya ik shakhs,,,,,,
Mein kis hawa mein urron,kis fiza mein lehraon,,,,???
Dukhon k jaal her soo bicha gaya ik shakhs..,,,,,,,

Tuesday, 8 November 2011
Tajmahal
♥ Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..
Warna har Gali me TAJ-MAHAL hotay!! ♥♥
Warna har Gali me TAJ-MAHAL hotay!! ♥♥
Monday, 7 November 2011
Mere muqaddar me tu ho na ho,..........................
pr mere aaj me tu hai. Ye aarzoo kbhi puri ho na ho.............
pr meri zushtzoo me tu hai. Har duaa me shaamil hai tu, ........
hr fariyaad me tu hai. Dekhe teri raah aankhe nhi thakti,...............
hr intjaar me tu hai. De de sila mujhe meri wafa ka, ...............
mere aitbaar me tu hai. Niklega jis ghari dam,............
chahat tab bhi yahi hogi mere aagosh me tu ho................
Friday, 4 November 2011
Kitabo k panne palat k sochte hai,
yu palat jaye jindagi to ky baat hai ,
Tamanna jo puri ho khwabo me,
Haqiqat ban jaye to kya baat hai,
Kuch log matlab k liye dhundate hai muje,
Bin matlab kai aye to kya baat hai,
Katal karke to sab le jayenge dil mera ,
Koi baato se le jaaye to kya baat hai,
Jo sharifo ki sharaft me baat na ho ,
1 sarabi kah jaye to kya baat hai ,
Zinda rahne tak to khushi denge sabko,
Kisiko MERI MAUT pe khushi mil jaye to kya baat hai….!!!!
Thukra kr Mohabbat Meri Kahan Jane Ka Irada Hy,
=
Mujhe Zindagi K Kis Morh Pe Lane Ka IradaHy?
=
Yeh Jo Ab Khafa Khafa Se Rehne Lage Ho,
... =
Ye Pyar Ka Urooj Hy Ya Chor Jane Ka Irada Hy,
=
Jate Jate Ye To Bata Jao,
=
Mere Pyar Me Kami Thi Ya Kisi Or Se Dil Lagi Ka Irada Hy,
=
Mere Bad Meri Yaad Aaye To Mur K Na Dekhna Aye zinDagii
=
Kyun K Tere Bad MeraBhi Is Dunya Ko Chor Jane Ka Irada Hai...

Hamehsa sath main rehne ki addat kuch nhi hoti..
Jo lamhe mill gay jeelo riyazat kuch nhi hoti..
Kai rishton ko jab parkha nteeja aak hi nikla..
Zarorat hi sabhi kuch hai mohbt kuch nhi hoti..
Kisi ne chor kar jana ho to phir chor jata hai..
Bicharna ho to sadiyon ki rafaqat kuch nhi hoti..
Ta'luq toot jayn to safeenay doob jaty hain
Yeh sab kehny ki baatain hain haqeqat kuch nhi hoti...

Mohabbat na sahi tu nafarat hi kiya kar...
Mujhse juda koi to ehsaas rakh liya kar...
Aankhe teri hamesha sawal karti hai..?
Mere kisi ek sawal k ato kabhi jawab diya kar...
Dard uthata hai seenetere un purani yaado se...
Kabhi to mere khyaal se muskura liya kar...
Kisi ko tut kar chahneka anjaam to dekh liya tune...
Kabhi khud se bhi mohabbat karke dekhliya kar...

Thursday, 3 November 2011
Kabhi Gham ki Aag me jal uthe,
Kabhi Dagh-e-Dil ne jala dia,
Aay junoon-e-Ishq Bata Zara,
...
Mujhe kio Tamasha bana dia?
Gham-e-Ishq kitna ajeeb hay
Ye junoon se kitna Qareeb hay,
Kabhi Ashk palkun pe ruk gaye,
Kabhi poora darya baha dia,
Abhi ker rha hay wo ibtida,
Mera kah rha hay ye tajruba,
Usay zindagi ki hay aarzu,
Mujhay zindage ne mitaa dia,
Jo ruke tu koh e garan thay hum..!!!
Jo chalay tu jaan se guzar gaye ..!!!
Rah-e-yaar hum ne qadam qadam tujhe yaadgar bana dia

Wednesday, 2 November 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)