Friday, 22 July 2011



wo udas udas si lagti hai ,

koi tarqib bhatao unko manane ki,

mein zindagi girvi rakh du,

koi kimat bataye unke muskurane ki…


Haal  puch lene se kisi ka haal acha nai ho jata

dil-e-tasali  ho jati hai ki koi apna bhi hai…

Har dil me dard chupa hota hai,

Bayan karne ka andazjuda hota hai .

kuch log aankon se dar baha dete hai,

aur kisi ki hansi me dard chupa hota hai..

Hotho ki has ko na samjh hakikat ae zindagi,

mere dil mein utar ke ekh kitna uas hu mein..

Hotho ki has ko na samjh hakikat ae zindagi,
Ere dil mein utar ke ekh kitna uas hu mein..

Unhi  ko chaha unhi se pyar hai,

agar wo zindagi hai tho zindagi se pyar hai,

Wo humse ruth bhi jaye tho koi ghum nahi,

Qunki hame unse nahi,unki khushi se pyar hai

Koi to wada nibha diya hota,

Meri wafa ka kuch sila diya hota,

Zalim tabha karna tha pyar me mujhko,

Tokhud apne hatho se muje jala diya hota

Mana ki nazro ke kabil nai hai hum,

Use jakr puch jise hasil nai hai hum,

Mat dar dekh kar mere hatho par lahu,

Naam likha hai tera qatil nai hai hum…

Nafrt nai unhe mujhse magr pyar bhi nahi hai,

Sab kuch hai mere pas magr vo yar nahi hai,

Uske aane ki ummed hi nahi,

Par kaise keh du ki intzar bhi nai hai…

Abhi  sochte hai ho kuch naya zindagi me,

Or  kabhi bas aise hi jiye jane ko  jee chahta hai,

Kabhi  apni hasi par bhi gussa ata hai,

kabhi  sare jahan ko hasane ko jee chahta hai,

Kabhi  chupa lete hai gamo o dil ke kisi kone me,

Kabhi  kisi ko sab kuch sunane ko jee chahta hai,

Kabhi  rota nahi dil tut jane par bhi,

Aur  kabhi bus yu hiaansu bahane ko jee chahta hai,

Kabhi  hasi ajati hai bheegi  yado me,

Tho kabhi sab kuch bhulane ko jee chahta hai,

Kabhi  accha sa lagta hai aazad  udna kahin,

Or kabhi kisi kibaahon me simat jaane ko jee chahta hai.



Apki yado ko lekar duniya se chale jayenge,

Asma me reh kar bhi apko na bhul payenge,

Karoge yaad jo ek pal bhi hame,

Tho barish banker apke kadmo me bikhar jayenge.

Mohabat ka naam dil se ja chukka hai,

Pyar ka rista ab ye dil bhula chukka hai,

Jane abhi bhi yado me wo klyo samil hai,

Jis naam se ye dil dhoka kha chukka hai.

Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,

Unki  wafa ka imtehan  baki hai,

Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,

Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Dua dene wale ka farman baki hai,
Unki  wafa ka imtehan  baki hai,
Meri  maut pe bhi unki ankho me aansu nai,
Unhe shaq hai ki mujhme abhi  jaan baki hai


Tuta hua phool kusbu de jata hai,

Bita hua pal yaade de jata hai,

Har kisi ka apna alag alag andaz hota hai,

Koi  pyar me zindagi tho koi zindagi mr pyar de jata hai.

Nazro me aap hamare mehman ban gaye,

Bate ki aisi ki hamari muskhan ban gaye,

Pas rehkar b log hamare na ban sake,

Door rehkar bhi aap hamari jaan ban gaye.

Kisi k paigham ko zara pyar se padha kijiye,

Kisi ki chahat ka ehsas  kiya kijiye,

Aisa na ho koi dil se yad kar raha hai aako,

Or aap keh rahe ho pareshan mat kijiye.

Kash hamari bhi parwah kisi ne ki hoti,

Tho ye duniya hamse ruswa na hoti,

Agar aata un jese muskurana hame bhi,

Tho hamse bhi mohabbat kisi ne ki hoti.


Dur  baitha koi apka sapna bun raha hai,

Bhago se wafa k ful chun raha hai,

Ap kya jano uske dil ka haal

Ek wohi he jo dur hokar apki dhadkan sun raha hai

Dur  baitha koi apka sapna bun raha hai,
Bhago se wafa k ful chun raha hai,
Ap kya jano uske dil ka haal
Ek wohi he jo dur hokar apki dhadkan sun raha hai

Sunday, 17 July 2011

Likhne se Pehle salam karte hai
Dard-e-dil se paigam karte hai
Ye mat samajhna ki hum bhul gaye hai tumhe
Yaad to tumhe hum subha-sham karte hai…
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye

Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye


Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro


Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye


Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do

Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do


Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke


Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai

Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai

Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo

Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai

i
Ek shamma andhere mein jalaye rakhna,

Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna,


Kaun jane wo kiss gali se guzre,


Har gali ko phoolo se sajaye rakhna!

Hum tere dil mai rahengee ek yad bankar,

Tere lab pe khilengee muskan bankar,

Kabhi apne se juda na samjana,

Hum tere sath chalege aasman bankar
.
Mohabbat seekh ker kerna.

K bin seekhe mohabbat ka safar dushwar hota ha.


Girebaan taar hota ha.


Kabhi inkar hota ha Kabhi iqrar hota ha.


Mohabbat seekh ker kerna.
`

Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna

Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga Ya Sub Kuch Bhool Jayega


Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha


Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega
`


Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna
Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga Ya Sub Kuch Bhool Jayega
Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha
Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega
`

Mulakat maut ki mehman ban gayi hai


Nazar ki duniya veeran ban gayi hai


Meri sans bhi ab meri nahi rahi


Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai…
Kuch nasha teri baat ka hai

Kuch nasha dhimi barsaat ka hai


Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai


Intezar to sirf aapki mulakat ka hai

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,

Dil me rehne walo ki baat nahi karte,


Hamari to ruh me bus gaye hain aap,


Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
Khwabon mein aate ho TUM

yaadon mein aate ho TUM


jahan mein jau jahan mein dekhu


mujhe nazar aate ho TUM

Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho..

Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho..


Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho..


Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho
Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi..,
Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi.
Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha Nahi Kat Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta…
Har Pal Saath Rehne Ki Kasam Khayi Hai,
Maine Har Rasm Ulfat Ki Nibhayi Hai,
Tum Daaman Bachakar Phoolon Mein Jaa Baithe Ho,
Mere Aangan Mein Sirf Tanhayi Hai.
Unhone dekha aur aansu gir pade,
Bhari Barsaat mein jaise phool bikhar pade,
Dukh yeh nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh to yeh hain ki uske baad woh khud ro pade..

Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,

Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,


Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,


Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..
`

Paane se khone ka maza aur hai…

Bandh aankhon main rone ka maza aur hai…


Aansoo bane lafz aur lafz bane shayari…


aur uss shayari main tere hone ka maza aur hai…


Manzil Bhi Kho Chuke Humsafar Bhi Nahin Raha

Meri Kisi Bhi Duaa Main Sayad Asaar Hi Nahin Raha


Jab Se Huyee Hai Dil Ko Khabar wo bichaddh raha hai mujhse


Lafzoon Ko Jodnay Ka Tabse Hunaar Bhi Nahi Raha…

Woh Nazar kahan se laun jo tumhe bhulade,

Woh dawa kahan se laun jo is Dard ko mitade,


Milna to likha hota hai Taqdiron me Par,


Woh Taqdir hi kahan se laun joh Hum Dono ko milade
Is jahan me mohabbat kash na hoti,
To safar-e-zindagi me mithas na hoti!
Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
labo pe geat to aankho mei khwab rakhte the..

kabhi kitabo mei hum bhi gulaab rakhte the ..


kabhi kisi ka jo hota tha intezar humei..


bada hi sham o sehar ka hisaab rakhte the…
yaado main kabhi aap bhi khoye hoge

khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge


maana hasna hai aadat gum chupaane ki


par haste haste kabhi aap bhi roye hoge..

Har kadam pe dhoke milte rahege

par fiza me phool phir bhi khilte rahege


yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai


par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!

Sunday, 10 July 2011

Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
mein jitna paas jau utna door jate hai kyu
kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
mujhe aise har pal sataate hai kyu…
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi

hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi


aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin


par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
Hum gilla nahin karte….

jo na ho kismat mein vo mila nahin karte


zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe humne


yeh itne gehre hai ke kabhi silla nahin karte
Jab laGe zakhm to Qaatil ko dua di JaYe…

Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe…


Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka fun kya hai…


Chaar lafzon men koi aah chuPa di JaYe…
Youn Tou Koi Bhi Tanha Nahi Hota,


Chah Ker Kisi Se Juda Nahi Hota,


Mohabbat Ko Majborian Hei Le Dobtein Hein,


Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota…
Tarapthe woh hain jinn ko koi ehsaas ho,

door kar ke dua karthe hain, kaash woh mere paas ho,


yeh judaai ke pal khud rothe hai tumari yaad main…


faryaad karthe hain…dard ka bi koi insaaf ho..
Chodh diya akele humme

kisi aur ke baahon mai simatne ke liye


phir bhi pyaas agar bhoojti nahi


mere aansoon ke tailab mai zara doob ke dekhiye..

Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye….

Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye….


Nahi reh sakte app ke bina….


Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye……..
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,

dua dekar usse honton ko hum see lete hain


Dard ho chahe kaisa,


zehar yeh chupke se hum pee lete hain
Duao ki bheed mein ek dua hamari

jis mein maangi hai humne har khushi tumhari


jab bhi aap muskuraaye dil se


samjho dua kabool hui hamari


Kaise Bhulu Un Zaalim Aankho Ko Mein..

Kar Di Hai Zindagi Meri Bezaar..


Jo Pyaar Ke Badle De Gayin Hai Bas Intezaar..
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya…

Kya Tumhe Ab Bhi Intejar He Uske Laut Aane Ka…


Mene Muskurakar Kar Kaha…


Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho…


Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka…………..
Ager Zindagi Mai Judai Na Hoti

To Kabhi Kisi Ki Yaad Aai Na Hoti


Sath Hi Guzarta Her Lamha To Shayaed


Rishton Mai Yeh Gehrai Na Hoti..
Mujhy Khamosh Raho Me Tera Sath Chaheay,
Tanha Hy Mera Hath Tera Hath Chaheay,
Mujh Ko Mere Muqadar Pritna Aqeen To Hy,
Tujhko B Mere Lafz Meri Baat Chaheay,
Main Khud Apni Shaar’iy Ko Kiya Acha Kaho,
Mujh Ko Teri Tareef Teri Daad Chaheay,
Ehsas-E-Muhabat Tere Hi Wastey Hai,
Lakin Junoon-E-Ishaq Ko Teri Hae Sougat Chaheay,
Tu Mujhko Paany Ki Khawahish Rkhta Hai Shayd,
Lekin Mujhy Jeeny K Liye Teri Hi Zaat Chaheay….
Jaise shayar ke sath khyal hota hai,kash sath tere mai aise ho jau….

Nikaal ske na dil se tu bhi,dil me tere aise kho jau….
Koi Es Tarha Muj Say Payar Kry
Main Jhot B Bolon Tau Aitbar Kry

Apni Chahat Ka B Muj Say Izhar Kry,
Jan Wo Jan E Ada Muj Py Nisar Kry.

Wo Mujy Chahy Tau Toot Kr Chahy,
Payar Wo Muj Say Be Shumar Kry.

Mery Bina Na Bany Farmula E Ishq,
Main Kahoon Tau Do Or Do Char Kry.

Dost Teri Hasrtoon Ko Mera Salam Hy,
Pagal He Hoga Koi Jo Tuj Say Payar Kry…..
Ek raat hai kuch aisi,aur raat pe mera pehra hai…


Tera bheega hua ye jism,saavan ka chehra hai…

Andher me bhi jgta tera husn,kya baat hai,


Teri aisi jawani ka dria to sch me,kuen se bhi gehra hai…
Tarsi hain ye nigahen deedar ko aapke,

ye dil to dhadakta hai sirf pyar mein aapke,


hum agar jeete hain to sirf sahare dosti ke aapke,


hum har pal ye kehte hain ki hum to sirf nacheej se dost hai aapke,


varna hamara to kya wajud tha jo apne dil mein basaya hai aapne……
Wo Muskura Rahe Hai Hume Tanha Chod Kar,

Kiye Huye Saare Waado Ko Tod Kar.


Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi,


Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Kar…
Hamare Bin Adhure Tum Rahoge,


Kabhi Chaaha Tha Kisi Ne,Tum Ye Khud Kahoge.


Na Honge Hum To Ye Aalam Na Hoga,


Milenge Bahut Se Lekin Koi Hum Sa Pagal Na Hoga…
Mehkhane Me Jaam Tut Jata Hai,

Ishq Me Dil Tut Jata Hai.


Na Jane Kya Rishta Hai In Dono Me,


Jaam Tute To Ishq Yaad Aata Hai,


Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai….
Zindagi Ek Chahat Ka Silsila Hai,

Koi Kisi Se Mil Jaata Hai To Koi Kisi Se Bichad Jaata Hai.


Jise Hum Maangte Hai Apni Dua Me,


Wo Kisi Ko Bina Maange Mil Jaata Hai….
Pyaar Kamjor Dil Se Kiya Nahi Ja Sakta,

Zeher Dushman Se Liya Nahi Ja Sakta,

Dil Mein Basi Hai Ulfat Jis Pyar Ki

Us Ke Bina Jiya Nahi Ja Sakta….
Pyaar Kamjor Dil Se Kiya Nahi Ja Sakta,
Zeher Dushman Se Liya Nahi Ja Sakta,
Dil Mein Basi Hai Ulfat Jis Pyar Ki
Us Ke Bina Jiya Nahi Ja Sakta….
Zindagi Ke Har Mod Par Sath Tum Mere Rahna

Door Chahe Tum Raho Par Dil Main Sada Rahna….
Aansu ko samjhaya ki yu na aya karo,

Mehfil me mazak na udaya karo.

Iss par aansu boli,

Mehfil me akele pate hain isiliye chale aate hain.
Tarsi hain ye nigahen deedar ko aapke,

ye dil to dhadakta hai sirf pyar mein aapke,


hum agar jeete hain to sirf sahare dosti ke aapke,


hum har pal ye kehte hain ki hum to sirf nacheej se dost hai aapke,


varna hamara to kya wajud tha jo apne dil mein basaya hai aapne……….
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota

Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota


Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar


Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota
Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai,

phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai…

Maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se,

sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo’n mai…
Logon Ne Kaha  Ki Main Sharabi Hoon,

Maine Kaha Unho Ne  Ankhon Se Pilaiee Hai


Logon Ne Kaha  Ki Main Ashiq Hoon,


Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai.


Logon Ne Kaha  ”Dhanwant” Tu Shayar Dewana Hai,


Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai.
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,

Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,


Diwane Hi To Hai Hum Tere,


Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai…